LYRIC

Deewana Main Na Tha Lyrics is a peppy romantic song from the movie Indian released in 2001 featuring Sunny Deol, Shilpa Shetty. Sung by Alka Yagnik, Shaan, lyrics of Anand Bakshi and composition of Anand Raj Anand.

Deewana Main Na Tha LyricsSong Credit:
Movie: Indian
Singer/Singers: Alka Yagnik, Shaan
Music Director: Anand Raj Anand
Lyricist: Anand Bakshi
Lead Actors/Actresses: Sunny Deol, Shilpa Shetty
Year/Decade: 2001
Music Label: Suny Super Sound

 

Deewana Main Na Lyrics

Deewana Mai Na Tha Deewana Ban Gaya
Kab Kaise Aur Kya Afsana Ban Gaya
Na Tujhe Hai Khabar Na Mujhe Hai Magar
Jane Kab Dil Se Dil Mil Gaya
Deewani Mai Ho Gayi, Deewana Mai Ho Gaya
Deewani Mai Ho Gayi, Deewana Mai Ho Gaya
Deewana Tu Na Tha Deewana Ban Gaya
Kab Kaise Aur Kya Afsana Ban Gaya
Jadu Nigaho Ka Teri Mujhpe Asar Kar Gaya Hai
Jadu Nigaho Ka Teri Mujhpe Asar Kar Gaya Hai
Dil Deewana Tumhara Wada Koi Kar Gaya Hai
Maine Mana Meri Jan Maine Mana
Dil Jo Bola Vahi Kar Diya
Deewani Mai Ho Gayi, Deewana Mai Ho Gaya
Deewani Mai Ho Gayi, Deewana Mai Ho Gaya
Deewani Mai Na Tha Deewana Ban Gaya
Dhadkane Sun Rahi Hai Dhadkano Ki Juban Ko
Dhadkane Sun Rahi Hai Dhadkano Ki Juban Ko
Aisa Hasin Ho Najara Toh Kaise Na Arman Jawan Ho
Tere Bin Ek Pal Nahi Jina Maine Yeh Faisla Kar Liya
Deewani Mai Ho Gayi, Deewana Mai Ho Gaya
Deewani Mai Ho Gayi, Deewana Mai Ho Gaya
Deewana Mai Na Tha Deewana Ban Gaya
Kab Kaise Aur Kya Afsana Ban Gaya
Na Tujhe Hai Khabar Na Mujhe Hai Magar
Jane Kab Dil Se Dil Mil Gaya
Deewani Mai Ho Gayi, Deewana Mai Ho Gaya
Deewana Mai Ho Gaya


Added by

Kajal K

SHARE

Your email address will not be published.

ADVERTISEMENT

VIDEO